Tera Mujhse Hai Pehle Ka Naata Koi 

Music:-R.D.Burman

Lyrics:-Anand Bakshi

Singer:- Sushma Shrestha,Kishore Kumar


Tera Mujhse Hai Pehle Ka Naata Koi Lyrics

Tera mujhse Hai Pehle Ka Naata Koi

Yoonhi Nahin Dil Lubhaata Koi

Tera Mujhse Hai Pehle Ka Naata Koi

Yoonhi Nahin Dil Lubhaata Koi

Jaane Tu Ya Jaane Na

Maane Tu Ya Maane Na


(Dekho abhi khona nahinKabhi judaa hona nahin)-2

Abke yunhi mile rahenge do nain

Vaada raha ye is shaam ka

Jaane Tu Ya Jaane Na

Maane Tu Ya Maane Na

Tera mujhse Hai Pehle... 


Vaade gaye baatein gayin

Jaagi jaagi raatein gayin

Chaaha jise milaa nahin

To bhi humein gila nahin

Apna to kya jiye mare chaahe kuch ho

Tujhko to jina raas aa gaya

Jaane Tu Ya Jaane Na

Maane Tu Ya Maane Na


La la la la.......

0 comments

Post a Comment